Allah Ta'Aala Ko

Upar Wala Kehna Kaisa Hai..?


Mas'ala 

Aaj Kal Awaam Me Ye Baat 
Raej Hai..
K
Apni Guftgu Me Allah Ta'Aala Ko Upar Wala Keh Dete Hain
Aur Allah Ta'Aala Ko Upar Wala Kehna Sahi Samajhte Hain...

Ye Bilkul Galat Hai
............................

 Sahi Mas'ala 

.......................
Sahi Mas'ala 
Ye Hai K Allah Ta'Aala Ko Upar Wala Kehna Jayaz Nahi
Agar Is Jumla Se Allah Ta'Aala K Liye Jehat (Zaman o Makan)Ko Sabit Kare To Kufr Hai..
Aur Agar Bulandi o Bartari K Ma'ana Me Istemal Kare To Kufr Nahi Magar Is Qaul Ko Bura Jane Aur Agar Koi Is Tarah K Alfaz Istemal Kare To Use Mana Kiya Jaye...

πŸ“πŸ“πŸ“πŸ“πŸ“πŸ“πŸ“πŸ“πŸ“

πŸ“– Book's  πŸ“–

Sharah Aqaid Nafsi
BerurRaiq
Fatawa FaizurRasul

Post a Comment

 
Top